Best friendship shayeri in urdu
Bus ek sikke se Dharti khareed Sakta hun
main Apne Khwab mein kuchh bhi khareed sakta hai
Mujhe tere liye khushiyan kharidni hai dost
So kya main Teri udaasi khareed sakta hun
Koi Aziz Mera pyasa marne wala hai
Main khoon bech ke Pani khareed Sakta hun